blogger | how to add search box in blogger | how to add search box in blogger header | blog tutorial
Blogger | How to add search box in blogger | How to add search box in blogger header | Blog tutorial
Agar aapne apne blog
par search box lagaya hua hai to aapke blog me jab bhi koi search box ke jariye
kuch search karega to usay aapke blog ka hi search result dikhaya jayega.
Jissay aapke blog par aane wale visitors ko article search karne me koi problem
nahi hogi or wo easily apne topic ko aapke blog par search kar sakta hai.
Apne blog par Google
search box lagane ke bhi bahut se fayde hai, Jaise –
·
Koi bhi search box ke
jariye aapke blog ko easily navigate kar sakta hai, or directly wo article
search kar sakte ho jo usay read karni ho.
·
Agar aap apne blog par
Google search box lagate ho to aapke blog ka google search rank improve hota
hai. Jab bhi koi search box par kuch search kart hai to usay aapka blog ka post
dikhta hai jo ki google ke server me save hota hai jissay aapke blog post ki
ranking improve hoti hai.
To friends ab aapko
clear ho gaya hoga ki apne blog par search box lagane se kya hota hai, to
chaliye ab hum aapko batate hai ki apne blog me search box kaise add kare..
Download Code For Search Box : Click Here
No comments: